Breaking News
Loading...
Thursday 5 March 2015

Poetry About Ghalib In Urdu

20:30
Dabi Dabi Si Wo Muskarahat
Labon Pa Apna Saja Saja K,

Wo Naram Lehja Main Baat Karna
Ada Sa Nazrain Jhuka Jhuka K,

Wo Aankh Teri Shararti Si
Wo Zulf Matha Pa Nachti Si,

Nazar Hatay Na Ek Pal Bi
Main Thak Gya Hon Hata Hata K,

Haya Ko Chehray Pa Phir Sjana
Phool Chehra Khila Khila K,

Wo Hath Horon Ka Ghar Hon Jaisa
Wo Paon Paryon Ka Par Hon Jaisa,

Nahi Ha Teri Misal Jana,
Main Thak Gya Hon Bata Bata K…


Haan Humne Tumko Raat Din
Khayal Main Saja Rakha
Saans Main Sama Rakha
Dil Main Bitha Rakha
Khuaab Main Buna Rakha
Khoon Main Rawa Rakha
Pr Tumne Jana Kia Kiya
Naam Tk Bhula Dia
Sehar Tk Jaga Dia
Dil Ko Dhoka Dia
Ankh Ko Bhiga Dia
Laga K Aag Sab Taraf
Humko Hi Jala Dia...


Mohabbat Ka Pata Bataya Nahi Jata
Kisi Dost Ko Kabhi Bhulaya Nahi Jata
Apko Rakha Hai “Dil” Main Us Jaga Par
Jaha Har Kisi Ko Sajaya Nahi Jata...

Qata kijiye na taluq hum se...
        "Ghalib"
Kuch nahi hai ti adavaat he sahi.

Na tha kuch to khuda tha, Kuch na hota to kuda hota.
Diboya mujh ko hony ne, Na hota mein to kiya hota.

Ronay se or "Ishq" mein bebaak ho gaya....
Dhoye gaye itnay k hum paak ho gaye......

Ye na the qismaat ki vissal-e-yaar hota
Agr or jeety rehty yahe intizaar hota...

Ishq pr zoor nahe ye wo atish hai "Ghalib"
K lagaaye na lagy or buhjaye na bhujay..

Khulta kia kise pe meray dil ka muaamla..
Shairon k inteekhab ne ruswa kia mujhay..

Tu wo zalim hai jo dil mein reh kr bhe mera na bn saka..
Or dil wo kafir hai jo mujh mein reh kr bhe tera ho gaya...

0 comments:

Post a Comment

Infolinks

Pop Up

POP

 
Toggle Footer